DUNIYA DIWANI
It is a rap song lyrics
Lyricst: stardum aman
Duniya duniya duniya
Duniya diwani ,sun meri ye kahani
Chhota sa hoo bachha isliye baat sabki maani
Rone ki h adat nai jine ki tammana
Isiliye shayad maine baat sabki maani
Ghumta sadak pe tha ,kaam apna kadta tha
Log daant ke kehta the apne ghar jaa
Maine daant sabki maani
Hansna mujhe aata na tha
Dikhane k liye rota na tha
Sabne kaha hans de beta......
Sabne kaha hans de beta......
at maine maani
Ab time time mera aaya h
Collage inter me aaya h
Ab bada ho gaya bachha
Isliye baat apni maani
Huyi duniya diwani
Huyi duniya diwani
Huyi duniya diwani
Huyi duniya diwani
Huyi duniya diwani
Huyi duniya diwani